Birthday Special: Ten quintessential Shah Rukh Khan dialogues
Here are some of iconic lines that are as popular as King Khan himself
Hailed as ‘The King of Bollywood’, Shahrukh Khan is one of the best known and most beloved film stars. A self-made ‘all-rounder’, Shahrukh Khan (affectionately abbreviated to SRK by his fans) is more than just an actor.
As Shah Rukh adds one more year to his stardom, we bring to you an exclusive list of his iconic dialogues that we can't stop mouthing.
1. Ki..ki..ki Kiran - Darr 1993
2. Kabhi Kabhi Kuch Jeetne Ke Liya Kuch Haar Na Parta Hai, Aur Haar Ke Jeetne Wale Ko Baazigar Kehte Hain - Baazigar 1993
3. Bade Bade Deshon Mein, Aisi Choti Choti Baatein Hoti Rahti Hain - Dilwale Dulhania Le Jayenge 1995
4. Rahul...Naam Toh Suna Hoga - Dil Toh Pagal Hain 1997
5. Hum Ek Baar Jeete Hain, Ek Baar Marte Hain, Shaadi Bhi Ek Baar Hoti Hai, Aur Pyar....Ek Hi Baar Hota Hai - Kuch Kuch Hota Hain 1998
6. Pyaar dosti Hai. Agar Woh Meri Sabse Achi Dost Nahi Ban Sakti Toh Main Usse Kabhi Pyaar Kar Hi Nahi Sakta. Kyunki Dosti Bina Toh Pyaar Hota Hi Nahi - Kuch Kuch Hota Hain 1998
7. Kaun Kambakhat Bardaasht Karne Ke Liye Peeta Hai - Devdas 2002
8. Babuji Ne Kaha Gaon Chhod Do ... Sab Ne Kaha Paro Ko chhod Do ... Paro Ne Kaha Sharab Chhod Do ... Aaj Tumne keh Diya Haweli Chhod do ... Ek Din Aayega Jab Woh Kahenge, Duniya Hi Chhod Do -Devdas 2002
9. Kehte Hain Agar Kisi Cheez Ko Dil Se chaho Toh Puri Kainath Usse Tumse Milane Ki Koshish Mein Lag Jaati Hai -Om Shaanti Om 2007
10. Picture Abhi Baak Hai Mere Dost - Om Shanti Om 2007
( Source : deccan chronicle )
Next Story